Thursday, May 3, 2007

Stolen Moments - Pankaj Udhas - Aur Aahista

The girl in this song is cute and so is the guy. This song is more like it features the story of “The gift of Magi”. Its all about two lovers.. both are talking something in slow voice still one asks the other to talk still slowly because they don’t want someone to listen to their secret words .Here poet mentions even walls have ears.. so talk very much slowly..Its really a stolen moment. The melodious strains Aur aahista kijiye baaten not only casts a mesmerising spell, but also sums up his soft-spoken genteel demeanour.

Aur aahista kijiye baatein, dhadakane koi sun raha hoga - 2
Labj girane na paaye honton se, waqt ke haath inako chun lenge
Kaan rakhate hain ye darodiva, raaj ki saari baat sun lenge
Aur aahista kijiye baatein
Aise bolo ki dil ka afasaana, dil sune aur nigaah doharaaye - 2
Apane chaaro taraf ki ye duniyaSaans ka shor bhi na sun paaye,
na sun paayeAur aahista kijiye baatein, dhadakane koi sun raha hoga
Labj girane na paaye hoton se, waqt ke haath inako chun lenge
Kaan rakhate hain ye darodiva, raaj ki saari baat sun lenge
Aur aahista kijiye batein…
Aayiye band karale darwaaje, raat sapane chura na le jaaye - 2
Koi jhonka hawa ka aawara, dil ki baaton ko uda na le jaye,
na le jayeAur aahista kijiye baatein, dhadakane koi sun raha hoga
Labj girane na paaye hoton se, waqt ke haath inako chun lenge
Kaan rakhate hain ye darodiva, raaj ki saari baat sun lenge
Aur aahista kijiye baatein
Aaj itane karib aa jaao , duriyon ka kahi nishaan na rahe - 2
Aise ek dusare me gum ho jayen, faasala koi darmiya na rah jaye,
na rah jayeAur aahista kijiye baatein, dhadakane koi sun raha hoga
Labj girane na paaye hoton se, waqt ke haath inako chun lenge
Kaan rakhate hain ye darodiva, raaj ki saari baat sun lenge
Aur aahista kijiye baatein